Tu chal
Tu khud ki khoj mein nika.
Tu kis liye hataash ha.
Tu chal, tere wajood k.
Samay ko bhi talaash ha.
Samay ko bhi talaash ha.
Jo tujh se lipti bediyaa.
Samajh na in ko wastra t.
Jo tujh se lipti bediyaa.
Samajh na in ko wastra t.
Ye bediyaan pighaal k.
Bana le inko shastra t.
Bana le inko shastra t.
Charitra jab pavitra ha.
Toh kyun hai ye dasha ter.
Charitra jab pavitra ha.
Toh kyun hai ye dasha ter.
Ye paapiyon ko haq nah.
Ki lein pareeksha ter.
Ki lein pareeksha ter.
Jala ke bhasm kar us.
Jo kroorta ka jaal ha.
Jala ke bhasm kar us.
Jo kroorta ka jaal ha.
Tu aarti ki lau nah.
Tu krodh ki mashaal ha.
Tu krodh ki mashaal ha.
Chunar uda ke dhwaj ban.
Gagan bhi kapkapaeg.
Chunar uda ke dhwaj ban.
Gagan bhi kapkapaeg.
Agar teri chunar gir.
Toh ek bhukamp aayeg.
Ek bhukamp aayega
Tu khud ki khoj mein nika.
Tu kis liye hataash ha.
Tu chal, tere wajood k.
Samay ko bhi talaash ha.
Samay ko bhi talaash ha.
©Tanveer Ghazi